Zindagi ki Yehi Reet Hai , Haar ka Bad

Zindagi Ki Yehi Reet Hai , Haar Ke Baad Hee Jeet Hai
Nidamat Ke Chiragon Se Badal Jaati Hain Taqdeerein

Nidamat Ke Chiragon Se Badal Jaati Hain Taqdeerein
Andheri Raat ke Aansu Khuda Se Bat Karte Hain
Manzil Toh Milegi Bhatak Kar Hee Sahee , Gumrah Toh

Manzil Toh Milegi Bhatak kar Hee Sahee,
Gumrah Toh Wo Hota han Jo Ghar Sa Nikle Hee Nahi
Kis Kis Ko Kahoon Dekhne Se Ijtenab Kijiye

Kis Kis Ko Kahoon Dekhne Se Ijtenab Kijiye
Janab Aap Se Hee Guzarish Hai Naqaab Kijiye
Waqt Ke Aik Tamachey Ki Deir Hai,Meri Faqeeri

Waqt Ke Aik Tamachey Ki Deir Hai,Meri Faqeeri
Meri Faqeeri Bhi Kya Tari Badshahi Bhi Kya
Aik Chup , 100 Sukh

Aik Chup ,
100 Sukh
Jitne Bhi Lafz Hain Woh Mehekte Gulab Hain

Jitne Bhi Lafz Hain Wo Mehekte Gulab Hain ,
Lehje K Farq Se Inhein Talwar Mat Bana
Zindagi Ki Mehfil Mein Jab Sabr Ata Hai

Zindagi Ki Mehfil Mein Jab Sabr Aata Hai,
Toh Beshumaar Gunaah Uth K Chale Jaate Hain
Yeh Alag Baat Hai k Khamosh Khare Rehte Hain

Yeh Alag Baat Hai K Khamosh Khare Rehte Hain ,
Phir Bhi jo Bare Hain Woh Bare Hee Rehte Hain
Aain Jawa’n Mardaa’n Haq Goyi o Bebaaki

Jab Ishq Seekhata hai Aadab-e-KHud-agahi
Khulte hain ghulamon per asrar-e-shahanshahi
‘Attar’ ho ‘Rumi’ ho ‘Raazi’ ho ‘Ghazali’ ho
Kuch hath nahi aata be-ah-e-sahar-gahi
Naumid na ho in se ae rahbar-e-farzana
Kam-kosh toh hain lekin be-zauq nahi rahi
Ae tair-e-lahuti us rizq se maut achi
Jis rizq se aati ho parwaz mein kotahi
Dara o sikandar se wo mard-e-faqir aula
Ho jis ki faqiri mein bu-e-asadul-lahai
Aain-e-jawan-mardan haq-goi o be-baki
Allah ke sheron ko aati nahin rubahi.
Comments
Most wonderful